Abstract:
Deeni madaris asr e hazir k taqazu k mutabiq apne mrakiz main asri aloom ko b jaga dain jo k ummat ki ashad zaroorat hai, is zimin main molana faiz ur rahman usmani nay idara aloom islami ko qaim kar k is zaroorat ka idraak kia, ham ny idara e aloom islami k kukamal nizam ko samajhne ki koshsh ki ta k iagar is minhj py koi b kam karna chahe to in k lie sara nizam document ki sorat main moujoud ho. mqalama haza ka bunyadi maqsad idrar e aloom islami ma molana fain ur rehman usmani ki shahksiyat k fikri o almi anasar ko madrasa islaahaat ki roshni main bayan karna ha. is sissaley main molana faiz ur rehman usmani apni aik raye rakhte hain jisy innhu ny idara aloom islami ki shakl main kamyab tjurba kar k paish kia aur ashab hal o aqad ko is tarf tawaja kia.